Rahat Indori Sahab Heart touching Shayri (POETRY). 2021
Know about Dr. Rahat indori:
Rahat Indori was the one of the most famous and popular Urdu Sayar (poet) of India. He was born on 1 January 1950 in Indore Madhya Pardesh . He was died on 11 august 2020 due to heart attack . On 7th August he was tested Covid- 19 positive.
Top 10 Most Beautiful & Famous Shayri of Rahat Indori Sahab
☆ Karl Marx quotes
Rahat indori famous shayari:
1. Mera jamir mera etbaar bolta hai,
Meri juba se parwardigar bolta hai,
Kuch or kaam to jese use aata hi nhi,
Magar wo juth bhut sandar bolta hai.
Phir jagaaya tune soye sher ko,
Phir wahi lehja daraazi, aau.n kya ?
Sab apne chehre par dohri nakab rakhte hai.
4. Zami.n bhi sar pe rakhni ho to rakkho, Chale ho to thahar jaane ka nai.
Hai duniya chhodna manzur lekin, Watan KO chhod ke jaane ka nai.
5. Sabhi ka khun samil hai is mitti me,
Kisi ke baap ka hindustan thodi hai.
6. Tumhe siyasat ne hak diya hai,
Hari jamin ko lal kar doo.
7. Anko me pani rkho , hondho pe chingari rakho,
Zinda rhna h to tarkibe bhut sari rkho.
9. Ye alag baat ki khamosh khde rhte hai,
Fir bhi jo log bde hai , bde rhte hai.
10. Dosti jab kisi se ki jaye ,
To dushmano ki bhi ray li jaye.
11. Koi bataaye ki mai iska kya ilaaj karu.n, Parishaa.n karta hai ye dil dhadak dhadak ke mujhe...
12. Sakhaon se tut jaye wo patte ham nhi hain,
Koah de apni okaat me rhe.
13. Me lakh kah du aakash hu me , jamin hu me,
Magar us ko khabar hai , ki kuch nhi hu mein.
14 . Ham apni jaan ki dushman ko apni jaan kahte hai,
Mohobat ki iss mitti ko hindustan kahte hai.
☆ Read most beautiful article on LOVE
☆ Most Beautiful Quotes on Love & Relationship
☆Rudyard kipling most beautiful Quotes on life
.
0 Comments